Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAnil Biswas
HomeAnil Biswas
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ek pal ruk jaana ooo jaanewaale raahi ruk jaana ruk jaana ruk jaana ek pal ruk jaana ho ek pal ruk jaana ooo jaanewaale raahi ruk jaana ruk jaana ruk jaana ek pal ruk jaana ho na roke hain raah tori baiyaan hamaar na bandhan mein baandhe hain nainon ke taar na roke hain raah tori baiyaan hamaar na bandhan mein baandhe hain nainon ke taar jo roke to roke hai man ki pukaar ek pal ruk jaana ruk jaana ruk jaana ek pal ruk jaana ho lagaaye jo man pe judaai ke teer chhupa lungi apne karejva mein peer lagaaye jo man pe judaai ke teer chhupa lungi apne karejva mein peer na tujh se kahenge ye nainon ke neer ek pal ruk jaana ruk jaana ruk jaana ek pal ruk jaana ho ek pal ruk jaana ooo jaanewaale raahi ruk jaana ruk jaana ruk jaana ek pal ruk jaana ho
aa mere raanjhna rukhsat kaa hai samaa aankhon mein dam hai labon pe ruki hai jaan aa mere raanjhna rukhsat kaa hai samaa aankhon mein dam hai labon pe ruki hai jaan aane lagi maut ki sadaa ab mera caarwaan chala aane lagi maut ki sadaa ab mera caarwaan chala aa bhi ja tere kadmon pe waar doon yeh jaane naa sama aa mere raanjhna rukhsat kaa hai samaa aankhon mein dam hai labon pe ruki hai jaan sun mere aakhiri khata rukne lagi meri zubaan sun mere aakhiri khata rukne lagi meri zubaan khatam hone ko hai ab jahaan se ulfat ki daastaan aa mere raanjhnaa rukhsat kaa hai samaa aankhon mein dam hai labon pe ruki hai jaan aa mere raanjhnaa
papiha re mere piya se kahiyo jaaye mere piya se kahiyo jaaye saanwriya teri raadha roy saanwriya re saanwriya teri raadha roy ro ro umar ganweye papiha re papiha re papiha re mere piya se kahiyo jaaye mere piya se kahiyo jaaye main hoon kitni paas piyaa ke phir bhi kitni door phir bhi kitni door ek nadi ke do kinaare ek nadi ke do kinaare milne se majboor haaye milne se majboor palak jharokhe akhiyaan baithi nisdin aas lagaaye nisdin aas lagaaye papiha re papiha re papiha re mere piya se kahiyo jaaye mere piya se kahiyo jaaye aaj kidhar main chali akeli kaanp rahi meri jeewan beli aaj kidhar main chali akeli agar mera deepak bujh jaaye kisi ped ke neeche pyaare papiha sajan se kehna pyaare papiha sajan se kehna unka daaman khinche unka daaman khinche teri yaad mein raadha mar gayi dil ka dard chhupaaye dil ka dard chhupaaye papiha re papiha re papiha re mere piya se kahiyo jaaye mere piya se kahiyo jaaye
pee bin soona jee aaaaaaa patajhad jaisa jeewan mera pee bin soona jee patajhad jaisa jiwan mera pee bin soona jee man bin tan jyun jal bin nadiya jyun main sooni bina sanwariya man bin tan jyun auron ki to rain andheri auron ki to rain andheri par hai mera din bhi andhera pee bin soona re dha pa dha pa ma re ma pa dha pa dha pa ma ga ma pa ga re sa ma re sa re sa dha pa dha pa re sa dha pa ma ga re ma ma re ga re sa ma pa dha dha pa dha pa ma pa dha sa dha dha sa dha pa sa ma re re sa dha re sa sa da pa dha pa pa ma re pa ma ma re ga re sa dha pa ma re re sa pee bin soona re aayi madhu ritu basant bahaar ri aayi madhu ritu basant bahaar ri phool phool par bhramar gunjat sakhi aaye nahin bhanwar hamaar re aayi madhu ritu basant bahaar ri aayi madhu ritu basant bahaar kab lag nainan dwaar sajaaun kab lag nainan dwaar sajaaun deep jalaaun deep bujhaaun kab lag karuun singaar re aayi madhu ritu basant bahaar ri aayi madhu ritu basant bahaar aaaaaaaa aaaaaaaa aaaaaaaa
phir pyaar kiya phir roya phir pyaar kiya phir roya kya takdeeren kaam karen jab apna naseeba soya phir pyaar kiya phir roya phir pyaar kiya phir roya ghaav puraana abhi haraa hai chhalni sa dil dard bhara hai ghaav puraana abhi haraa hai chhalni sa dil dard bhara hai phir kar baitha mehenga sauda phir kar baitha mehenga sauda jis mein sab kuchh khoya phir pyaar kiya phir roya phir pyaar kiya phir roya zaft ka daawaa chhoot gaya hai sapnon ka ghar toot gaya hai zaft ka daawaa chhoot gaya hai sapnon ka ghar toot gaya hai armaanon ka ret mahel phir armaanon ka ret mahel phir tufaanon ne dhoya phir pyaar kiya phir roya phir pyaar kiya phir roya kya takdeeren kaam karen jab apna naseeba soya phir pyaar kiya phir roya phir pyaar kiya phir roya
raahi matwaale tu chhed ek baar mann ka sitaar jaane kab chori chori aayi hai bahaar chhed mann ka sitaar raahi matwaale tu chhed ek baar mann ka sitaar jaane kab chori chori aayi hai bahaar chhed mann ka sitaar raahi matwaale dekh dekh chakori ka mann hua chanchal chanda ke mukhde pe badli ka anchal dekh dekh chakori ka mann hua chanchal chanda ke mukhde pe badli ka anchal kabhi chhupe kabhi khile roz ka ye khaar khele roz ka ye khaar raahi matwaale kali kali choom ke pawan kahe khil jaa kali kali choom ke khili kali bhanware se kahe aa ke mil jaa aa piyaa mil jaa kali kali choom ke dil ne suni kahin dil ki pukaar dil ne suni kahin dil ki pukaar kahin dil ki pukaar raahi matwaale tu chhed ek baar mann ka sitaar jaane kab chori chori aayi hai bahaar chhed mann ka sitaar raahi matwaale raat bani dulhan bheegi huyi palken bheeni bheeni khushboo ke saagar chhalke raat bani dulhan bheegi huyi palken bheeni bheeni khushboo ke saagar chhalke aise mein nainon se naina ho
Ram Ras Barsa Re Manwa
rasiya re mann basiya re tere bina jiya moraa laage naa rasiya re mann basiya re tere bina jiya moraa laage naa laage naa re jiya laage naa tere bina jiya moraa laage naa rasiya re mann basiya re tere bina jiya moraa laage naa sun sun murli ki dhun matwaari reh jaaye raadha tori thaari ki thaari sun sun murli ki dhun matwaari reh jaaye raadha tori thaari ki thaari laakh jatan karoon laaj ki maari paanv chhat par aaye naa tere bina jiya moraa laage naa rasiya re mann basiya re tere bina jiya moraa laage naa sang sang chalun tore mann to ye chaahe re lok laaj roke piyaa kaa karoon haay re sang sang chalun tore mann to ye chaahe re lok laaj roke piyaa kaa karoon haay re raam kare haay kisi ke mann mein bairi preet jaage naa tere bina jiya moraa laage naa rasiya re mann basiya re tere bina jiya moraa laage naa
ooooooooooooooooooooo aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa hmm hmmmmm aaaaa aaaaa aaaa tana na na na ritu aaye ritu aaye ritu jaaye sakhee ri man ke meet na aaye ritu aaye ritu jaaye sakhee ri man ke meet na aaye ritu aaye jeth mahina jiya ghabraye pal pal suraj aag lagaye jeth mahina aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa jeth mahina jiya ghabraye pal pal suraj aag lagaye doje birhaah agan jalaaye karun main kaun upaaye karun main kaun upaaye ritu aaye ritu jaaye sakhee ri man ke meet na aaye ritu aaye barkha ritu bairi humaar barkha ritu bairi humaar jaise sasu nanadiya barkha ritu bairi humaar barkha ritu bairi humaar pee darsan ko jiyara tarse ankhiyan se nit saawan barse pee darsan ko jiyara tarse rovat hai kajra nainan ka rovat hai kajra nainan ka bindiyaa kare pukaa barkha ritu bairi humaar barkha ritu bairi humaar barkha ritu bairi humaar barkha ritu bairi humaar pee bin soona ri eeeeeee patjhad jaisa jeevan mera pee bin soona ri patjhad jaisa jeevan mera
rooth ke tum to chal diye ab main dua to kya karun rooth ke tum to chal diye ab main dua to kya karun jisne humen juda kiya aise khuda ko kya karun rooth ke tum to chal diye jeene ki aarzu nahin haal na poochh chaaragar jeene ki aarzu nahin haal na poochh chaaragar dard hi ban gaya dawa ab main dawa to kya karun rooth ke tum to chal diye sunke meri sada e ghum ro diya aasmaan bhi ro diya aasmaan bhi sunke meri sada e ghum ro diya aasmaan bhi ro diya aasmaan bhi tum tak na jo pahunch sake aisi sada ko kya karun rooth ke tum to chal diye ab main dua to kya karun rooth ke tum to chal diye
saat bhaanware jisse padin wahi saath nibhaayegi par naari ki preet kaam kitne din aayegi saat bhaanware jisse padin bhool se tune samjha jisko amrit ki pyali wo to madira hai khud ko behka dene waali behka dene waali madira ganga ki paawanta kahaan se laayegi par naari ki preet kaam kitne din aayegi saat bhaanware jisse padin do pranon ka bandhan hai do din ki nahin ye baat saat bhaanwron ka matlab hai saat janam ka saath saat janam ka saath seeta jab janmegi raam ko byahi jaayegi par naari ki preet kaam kitne din aayegi saat bhaanware jisse padin sabke saamne haath thaam kar jise diya dhoka us par kya beeti hogi tune ye nahin socha tune ye nahin socha tadap kisi ki tujhe zindagi bhar tadpaayegi par naari ki preet kaam kitne din aayegi saat bhaanware jisse padin wahi saath nibhaayegi par naari ki preet kaam kitne din aayegi saat bhaanware jisse padin
seene mein sulagte hain armaan aankhon mein udaasi chhaayi hai ye aaj teri duniya se hamein taqdeer kaha le aayi hai seene mein sulagte hain armaan kuchh aankh mein aansoon baaki hain jo mere ghum ke saathi hain jo mere ghum ke saathi hain ab dil hain na dil ke armaan hain ab dil hain na dil ke armaan hain bas main hun meri tanhaai hai seene mein sulagte hain armaan na tujhse gila koyi hum ko na koyi shikaayat duniya se do chaar kadam jab manzil thi do chaar kadam jab manzil thi kismat ne thhokar khaayi hai seene mein sulagte hain armaan ik aisi aag lagi mann mein jeene bhi na de marne bhi na deeeeeee chup hun to kaleja jalta hai chup hun to kaleja jalta hai boloon to teri ruswaayi hai seene mein sulagte hain armaan
seene mein sulagte hain armaan seene mein sulagte hain armaan aankhon mein udaasi chhaayi hai ye aaj teri duniya se hamein taqdeer kahaan le aayi hai seene mein sulagte hain armaan kuchh aankh mein aansoo baaki hain jo mere ghum ke saathi hain jo mere ghum ke saathi hain ab dil hai naa dil ke armaan hain ab dil hai naa dil ke armaan hain bas main hoon meri tanhaayi hai seene mein sulagte hain armaan na tujhse gila koi humko na koi shikaayat duniya se eeee do chaar kadam jab manzil thi do chaar kadam jab manzil thi qismat ne thokar khaayi hai seene mein sulagte hain armaan ek aisi aag lagi man mein jeene bhi naa de marne bhi naa dee eeeee chup hoon to kaleja jalta hai chup hoon to kaleja jalta hai bolun to teri ruswaayi hai seene mein sulagte hain armaan aankhon mein udaasi chhaayi hai ye aaj teri duniya se hamein taqdeer kahaan le aayi hai seene mein sulagte hain armaan
shukriyaaaaaa shukriyaaaaaa shukriyaa aye pyaar tera shukriyaaaaaa shukriyaaaaaa shukriyaa aye pyaar dil ko kitna khubsurat ghum diya shukriyaa dil ko kitna khubsurat ghum diya shukriyaa shukriyaa aye pyaar tera shukriyaaaaaa shukriyaaaaaa shukriyaa aye pyaar aankh ko aansun diye jo motiyon se kam nahin aankh ko aansun diye jo motiyon se kam nahin dil ko itne ghum diye ke ab koi bhi ghum nahin dil ko itne ghum diye ke ab koi bhi ghum nahin meharbaan jo kuchh kiya achchha kiya shukriyaa shukriyaa aye pyaar tera shukriyaaaaaa shukriyaaaaaa shukriyaa aye pyaar zindagi ko dard mein doobe taraane de diye zindagi ko dard mein doobe taraane de diye hasraton ke aarzoon ke khazaane de diye hasraton ke aarzoon ke khazaane de diye ye nawaajish hai teri kya kya diya shukriyaa shukriyaa aye pyaar tera shukriyaaaaaa shukriyaaaaaa shukriyaa aye pyaar
tera haath haath mein aa gaya tera haath haath mein aa gaya ke charaag raah mein jal gayi mujhe sahal ho gayin manzilen mujhe sahal ho gayin manzilen wo hawa ke rukh bhi badal gaye tera haath haath mein aa gaya tera haath haath mein aa gaya badi cheez hai tujhe kya pata badi cheez hai tujhe kya pata teri ik ada teri ik sada teri ik ada teri ik sada jo tadap rahe the bahal gaye jo tadap rahe the bahal gaye jo gire the gir ke sambhal gaye tera haath haath mein aa gaya tera haath haath mein aa gaya aa aa aa aa aa aa aaaa aaaa jise sun saka tha naa aaj tak jise sun saka tha naa aaj tak wohi raaz jaise ke sun liya wohi raaz jaise ke sun liya wohi geet jo mere dil mein the wohi geet jo mere dil mein the wo labon pe aake machal gaye mujhe sahal ho gayin manzilen wo hawa ke rukh bhi badal gaye tera haath haath mein aa gaya ke charaag raah mein jal gaye tera haath haath mein aa gaya
tera khayaal dil se mitaya nahin abhi bedard maine tujh ko bhulaya nahin abhi tera khayaal dil se mitaya nahin abhi bedard maine tujh ko bhulaya nahin abhi kal tune muskura ke jalaya tha khud jise jalaya tha khud jise seene ka woh charaag bujhaya nahin abhi bedard maine tujh ko bhulaya nahin abhi gardan ko aaj bhi teri baahon ki yaad hai baahon ki yaad hai chaukhat se teri sar ko uthaya nahin abhi bedard maine tujh ko bhulaya nahin abhi behosh hoke jald tujhe eeee hosh aa gaya tujhe hosh aa gaya main bad naseeb hosh mein aaya nahin abhi bedard maine tujh ko bhulaya nahin abhi
hannn ghayal karte hain khud hi hann aur khud hi bante hain dawa hai zehar kabhi amrit hai kabhi na jaane tore naina hain kya tore naina raseele katile haye raam tore naina raseele katile haye raam tore naina raseele katile lajile haye raam rasile katile lajile haye raam tore naina raseele katile haye raam tore naina badal gaya rang mehfil ka jab tum mehfil mein aaye badal gaya rang mehfil ka jab tum mehfil mein aaye rang udaa hai phoolon ka dil shama ka baitha jaye rang udaa hai phoolon ka hannnn in nazron ke aage koi in nazron ke aage koi in nazron ke aage koi kaise nazar uthaye kaise nazar uthaye haye raam kaise nazar uthaye hoooo tore naina rasile katile haaye raam tore naina rasile katile haaye raam tore naina jhoom rahi hain naagan zulfen mukh pe halke halke jhoom rahi hain naagan zulfen mukh pe halke halke sar se aanchal dhalka jaye sar se aanchal dhalka jaye baitho zara sambhal ke sar se aanchal dhalka jaye na jane kya kar baithe dil hoooooo na jane kya kar
tumhaare bulaane ko jee chaahata hai jee chaahata hai tumhaare bulaane ko jee chaahata hai jee chaahata hai muqqaddar banaane ko jee chaahata hai jee chaahata hai tumhaare bulaane ko jo tum aao to saath khushiyaan bhi aayen khushiyaan bhi aayen jo tum aao to saath khushiyaan bhi aayen khushiyaan bhi aayen mera muskuraane ko jee chaahata hai jee chaahata hai tumhaare bulaane ko tumhaari mohabbat mein khoyi huyi hun khoyi huyi hun tumhaari mohabbat mein khoyi huyi hun khoyi huyi hun tumhen yeh bataane ko jee chaahata hai jee chaahata hai tumhaare bulaane ko yeh jee chaahata hai ke tumhaari bhi sun lun tumhaari bhi sun lun yeh jee chaahata hai ke tumhaari bhi sun lun tumhaari bhi sun lun khud apni sunaane ko jee chaahata hai jee chaahata hai muqqaddar banaane ko jee chaahata hai jee chaahata hai tumhaare bulaane ko
yaad rakhna chaand taaro iss suhaani raat ko yaad rakhna chaand taaro iss suhaani raat ko do dilon mein chupke chupke jo huyi sau baat ko do dilon mein chupke chupke jo huyi sau baat ko yaad rakhna chaand taaro iss suhaani raat ko yaad rakhna aasmaan par aasmaan hai premiyon ka mel hai zindagi ke kone kone mein khushi ka khel hai zindagi ke kone kone mein khushi ka khel hai aarzoo machali huyi ye zindagi hansti huyi aarzoo machali huyi ye zindagi hansti huyi yaad rakhna chaand taaro iss suhaani raat ko yaad rakhna chaand taaro iss suhaani raat ko
yun chhup chhup ke chupke chupke mera aana yaad rahe bhool na jaana yun chhup chhup ke chupke chupke mera aanaa humko sataoge bada dukh paoge lag jayegi meri haay humko sataoge bada dukh paoge lag jayegi meri haay haay sataaye haay jalaaye haay sataaye haay jalaaye kahin bhi jaoge kal na aaye hansega saara zamaana yaad rahe bhool na jaana yun chhup chhup ke chupke chupke mera aanaa yaad rahe bhool na jaana yun chhup chhup ke chupke chupke mera aanaa pyaar ki maar buri dil ki haar buri pyaar ki maar buri dil ki haar buri lo haar gaye dil bani mushkil nanha sa hai mera dil tod na jaana hansega saara zamaana yaad rahe bhool na jaana yun chhup chhup ke chupke chupke mera aanaa yaad rahe bhool na jaana yun chhup chhup ke chupke chupke mera aanaa
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

O Jaanewale Raahi Ek Pal Ruk (Sad) Rahi (1953) 03:00 12271
 
Poster of Rahi (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nalini Jayvant
Duration : 03:00   Song Number : 12271   

O Mere Raanjha Heer (1956) 02:52 14052
 
Poster of Heer (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Nutan
Duration : 02:52   Song Number : 14052   

Papiha Re Mere Piya Se Kismat (1943) 03:23 15440
 
Poster of Kismat (1943)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1943
Lyricist
Pradeep Kumar
Music Director- 
Anil Biswas
Duration : 03:23   Song Number : 15440   

Pee Bin Soona Jee Hamdard (1953) 03:38 15534
 
Poster of Hamdard (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Anil Biswas
On Screen Actors- 
Hareesh Bharadwaj, Smriti Biswas
Raag- 
Jogiya
Duration : 03:38   Song Number : 15534   

Phir Pyaar Kiya Hai Talat Mahmood 03:32 40327
 
Poster of Talat Mahmood
 
Category
Ghazal
Lyricist
Sajjan
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 03:32   Song Number : 40327   

Raahi Matwaale Waris (1954) 03:38 15745
 
Poster of Waris (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Anil Biswas
On Screen Actors- 
Talat Mahmood, Suraiya
Duration : 03:38   Song Number : 15745   

Raam Ras Barse Re Manwa Mahatma Kabir (1954) 03:41 13055
 
Poster of Mahatma Kabir (1954)
 
Category
Hindi Film
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
C H Atma
Duration : 03:41   Song Number : 13055   

Rasiya Re Mann Basiya Re Pardesi (1957) 03:56 15535
 
Poster of Pardesi (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Meena Kapoor
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:56   Song Number : 15535   

Ritu Aaye Ritu Jaaye Sakhee Ri Hamdard (1953) 05:50 36958
 
Poster of Hamdard (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Anil Biswas
On Screen Actors- 
Nimmi, Shekhar, Smriti Biswas
Raag- 
Gowda-Sarang
Taal- 
Tintal
Duration : 05:50   Song Number : 36958   

Rooth Ke Tum To Chal Diye Jalti Nishani (1957) 03:03 37927
 
Poster of Jalti Nishani (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:03   Song Number : 37927   

Saath Bhaanware Jisse Padin Sanskar (1958) 03:11 17629
 
Poster of Sanskar (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Manna Dey
Duration : 03:11   Song Number : 17629   

Seene Mein Sulagte Tarana (1951) 03:11 12513
 
Poster of Tarana (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Anil Biswas
On Screen Actors- 
Madhu Bala, Dileep Kumar
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:11   Song Number : 12513   

Seene Mein Sulagte Hain Jagjit Singh 05:14 37008
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Anil Biswas, Deepak Pandit
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:14   Song Number : 37008   

Shukriyaa Aye Pyaar Tera Shukriyaa Aaram (1951) 03:31 15540
 
Poster of Aaram (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Talat Mahmood, Prem Nath
Duration : 03:31   Song Number : 15540   

Tera Haath Haath Mein Aa Gaya Hamdard (1953) 03:14 40823
 
Poster of Hamdard (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Manna Dey
On Screen Actors- 
Nimmi
Duration : 03:14   Song Number : 40823   

Tera Khayal Dil Se Do Raha (1952) 03:28 37364
 
Poster of Do Raha (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Anil Biswas
Duration : 03:28   Song Number : 37364   

Tore Naina Raseele Katile Haye Raam Hamdard (1953) 04:47 38054
 
Poster of Hamdard (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Manna Dey
Duration : 04:47   Song Number : 38054   

Tumhaare Bulaane Ko Ladli (1949) 03:11 32328
 
Poster of Ladli (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Bahzad Lakhanavi
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sulochana Chatterji
Duration : 03:11   Song Number : 32328   

Yaad Rakhna Chaand Anokha Pyar (1948) 02:32 14589
 
Poster of Anokha Pyar (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Zia Sarhadi
Music Director- 
Anil Biswas
On Screen Actors- 
Nalini Jaywant, Dilip Kumar
Duration : 02:32   Song Number : 14589   

Yun Chhup Chhup Ke Tarana (1951) 02:25 39711
 
Poster of Tarana (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
D N Madhok
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Duration : 02:25   Song Number : 39711   
Karaoke Songs of Anil Biswas, Sad Songs of Anil Biswas, Love Songs of Anil Biswas, Dance Songs of Anil Biswas, Hip-hop songs of Anil Biswas, Best songs of Anil Biswas, Super hit songs of Anil Biswas, hit songs of Anil Biswas, duet songs of Anil Biswas, solo songs of Anil Biswas, old songs of Anil Biswas, famous songs of Anil Biswas, Hindi Karaoke Songs of Anil Biswas, Hindi Sad Songs of Anil Biswas, Hindi Love Songs of Anil Biswas, Hindi Dance Songs of Anil Biswas, Hindi Hip-hop songs of Anil Biswas, best Hindi songs of Anil Biswas, super hit Hindi songs of Anil Biswas, hit Hindi songs of Anil Biswas, duet Hindi songs of Anil Biswas, solo Hindi songs of Anil Biswas, old Hindi songs of Anil Biswas, famous Hindi songs of Anil Biswas, Sing Along Songs of Anil Biswas, Sing Along Sad Songs of Anil Biswas, Sing Along Love Songs of Anil Biswas, Sing Along Dance Songs of Anil Biswas, Sing Along Hip-hop songs of Anil Biswas, Sing Along Best songs of Anil Biswas, Sing Along Super hit songs of Anil Biswas, Sing Along hit songs of Anil Biswas, Sing Along duet songs of Anil Biswas, Sing Along solo songs of Anil Biswas, Sing Along old songs of Anil Biswas, Sing Along famous songs of Anil Biswas